Yeh Na Thi Hamari Kismat Lyrics – Suraiya

Presenting Yeh Na Thi Hamari Kismat Song Lyrics from the Bollywood film Mirza Ghalib,
Sung by the Suraiya Jamaal Sheikh Penned By Mirza Ghalib. Music composed by Ghulam Mohammad. The film starring Bharat Bhushan, Suraiya, Nigar Sultana, Durga Khote, Murad, Mukri, Ulhas, Kumkum, Iftekhar, with the music label of Saregama.


Yeh Na Thi Hamari Kismat Lyrics – Suraiya (1)Song Details:
Song: Yeh Na Thi Hamari Kismat
Movie: Mirza Ghalib
Singer: Suraiya Jamaal Sheikh
Music: Ghulam Mohammad


Yeh Na Thi Hamari Kismat Lyrics

Ye na thi hamari kismat ke
Visaal e yaar hota
Agar aur jite rahate
Yahi itazaar hota
Ye na thi

Ye na thi hamaari kismat ke
Visaal e yaar hota
Agar aur jite rahate
Yahi itazaar hota
Ye na thi ye na thi
Ye na thi hamari kismat

Tere waade par jiye ham
To ye jaan jhuth jaana
Tere waade par jiye ham
To ye jaan jhuth jaana
Ke khushi se mar na jaate
Agar etabaar hota
Ye na thi hamari kismat ke
Visaal e yaar hota
Agar aur jite rahate
Yahi itazaar hota
Ye na thi ye na thi
Ye na thi hamari kismat

Hue mar ke ham jo rusawa
Hue kyun na gharq e daraya
Hue mar ke ham jo rusawa
Hue kyun na gharq e daraya
Na kabhi janaza uthata
Na kahi mazar hota
Na thi hamari kismat ke
Visaal e yaar hota
Ye na thi ye na thi
Ye na thi hamari kismat

Koi mere dil se puchhe
Tere tir e nim kash ko
Ye khalish kahan se hoti
Jo jigar ke paar hota.

Music Video Of: Yeh Na Thi Hamari Kismat