Unka Ishara Jaan Lyrics – Naseem Akhtar
Presenting Unka Ishara Jaan Song Lyrics from the Bollywood film Pehli Nazar,
Sung by the Naseem Akhtar Penned By Safdar Aah. Music composed by Anil Krishna Biswas. The film starring Munawwar Sultana, Baburao Pendharkar, with the music label of Saregama.
Song Details:
Song: Unka Ishara Jaan
Movie: Pehli Nazar
Singer: Naseem Akhtar
Music: Anil Krishna Biswas
Unka Ishara Jaan Lyrics
Unka ishara jaan se pyara
De gaya dil ko mere sahara
Karke mohabbat ka mujhse wada
Kah diya ha ha main hoon tumhara
Main hoon tumhara jaan se pyara
De gaya dil ko mere sahara
Unka ishara jan se pyara
Jaise naya ek saaz bajaya
Jaise naya ek geet sunaya
Jaise naya ek saz bajaya
Jaise naya ek geet sunaya
Jagi jagi jagi umange
Jagi jagi jagi umange
Chauki jawaani dil ne pukara
Chauki jawaani dil ne pukara
Jan se pyara jan se pyara
De gaya dil ko mere sahara
Unka ishara jan se pyara
Khatam hua bachpan ka zamana
Khatam hua bachpan ka zamana
Pee ki nagariya mein ab hai jaana
Pee ki nagariya mein ab hai jaana
Thodi si naiya or badha de
Pas hai manzil wo hai kinara
Pas hai manzil wo hai kinara
Jan se pyara jan se pyara
De gaya dil ko mere sahara
Unka ishara jaan se pyara.
Music Video Of: Unka Ishara Jaan