Sweety Tera Drama Lyrics – Bareilly Ki Barfi

Presenting Sweety Tera Drama Song Lyrics from the Bollywood film Bareilly Ki Barfi,
Sung by the Pravesh Mallick Penned By Shabbir Ahmed, Pravesh Mallick. Music composed by Tanishk Bagchi, with the music label of Zee Music Company.


Sweety Tera Drama Lyrics – Bareilly Ki BarfiSong Details:
Song: Sweety Tera Drama
Movie: Bareilly Ki Barfi
Singer: Pravesh Mallick
Music: Tanishk Bagchi


Sweety Tera Drama Lyrics

Aabra ka daabra mora sanwara hai bawra
Dhoti kurta pehan ke ghoome Delhi ho ya Agra

Bareilly wale jhumke pe jiya lalchaye
Kamar lachkaye toh lakhon gir jaayein

Music!

Bareilly wale jhumke pe jiya lalchaye
Kamar lachkaye toh lakhon gir jaayein

Kaahe maare re taana
Kyun banta hai sayana
Na main teri gujariya
Na tu mera deewana…

Sweety tera..
Hoye.. Sweety tera drama macha de humgama
Ladayein jo nazaraiya julam hoyi gawa
Haan tere hain deewane
Tu maane ya na maane
Arey sun le gujariya balam hoyi gaya

Music!

Karo ji na halla
Hai dekhe mohalla
Mile kya tamasha dikha ke

Thama do ji palla
Na samjho nithalla
Mujhe pyari bhasha sikha ke

Kaahe maare re taana
Kyun banta hai sayana
Na main teri gujariya
Na tu mera deewana

Sweety tera…
Hoye.. Sweety tera drama macha de humgama
Ladayein jo nazaraiya julam ho gaya
Haan tere hain deewane
Tu maane ya na maane
Arey sun le gujariya balam hoyi gawa

Aabra ka daabra mora sanwara hai bawara
Dhoti kurta pehan ke ghoome Delhi ho ya Agra

Written by:
Shabbir Ahmed and Praves

Music Video Of: Sweety Tera Drama