Shola Jo Bhadke Lyrics – Lata Mangeshkar

Presenting Shola Jo Bhadke Song Lyrics from the Bollywood film Albela,
Sung by the Lata Mangeshkar, Ramchandra Narhar Chitalkar Penned By Rajendra Krishan. Music composed by Ramchandra Narhar Chitalkar. The film starring Bhagwan Dada, Geeta Bali, with the music label of Saregama Music.


Shola Jo Bhadke Lyrics – Lata MangeshkarSong Details:
Song: Shola Jo Bhadke
Movie: Albela
Singer: Lata Mangeshkar,
Ramchandra Narhar Chitalkar
Music: Ramchandra Narhar Chitalkar


Shola Jo Bhadke Lyrics

Shola jo bhadke dil mera dhadke
Shola jo bhadke dil mera dhadke
Dard jawaani ka sataye badh badh ke
Shola jo bhadke dil mera dhadke
Shola jo bhadke dil mera dhadke
Dard jawaani ka sataye badh badh ke

Mehki hawayein behke kadam mere
Aise me tham lo aa ke balam mere
Mehki hawayein behke kadam mere
Aise me tham lo aa ke balam mere
Patta bhi khadke to bijli si kadke
Patta bhi khadke to bijli si kadke
Dard jawaani ka sataye badh badh ke
Shola jo bhadke dil mera dhadke
Shola jo bhadke dil mera dhadke
Dard jawaani ka sataye badh badh ke
Shola jo bhadke dil mera dhadke
Shola jo bhadke dil mera dhadke
Dard jawaani ka sataye badh badh ke

Pyar ko mere kisne pukara
Dil me utar gaya kiska ishara
Pyar ko mere kisne pukara
Dil me utar gaya kiska ishara
Yaad ye kiski layi pakad ke
Yaad ye kiski layi pakad ke
Dard jawaani ka sataye badh badh ke
Shola jo bhadke dil mera dhadke
Shola jo bhadke dil mera dhadke
Dard jawaani ka sataye badh badh ke
Shola jo bhadke dil mera dhadke
Shola jo bhadke dil mera dhadke
Dard jawaani ka sataye badh badh ke

Aaaa dekha jo tumko
Dekha jo tumko dard gaya tham
Ab to na honge tumse juda ham
Dekha jo tumko dard gaya tham
Ab to na honge tumse juda ham
Ji na sakenge tumse bichhad ke
Ji na sakenge tumse bichhad ke
Dard jawaani ka sataye badh badh ke
Shola jo bhadke dil mera dhadke
Shola jo bhadke dil mera dhadke
Dard jawaani ka sataye badh badh ke
Shola jo bhadke dil mera dhadke
Shola jo bhadke dil mera dhadke
Dard jawaani ka sataye badh badh ke.

Music Video Of: Shola Jo Bhadke