Noori Lyrics – Superstar | Sunidhi Chauhan
Presenting Noori Song Lyrics from the Bollywood film Superstar,
Sung by the Sunidhi Chauhan, Jabar Abbas Penned By Shakeel Sohail. Music composed by Azaan Sami Khan.
The film starring Mahira Khan, Bilal Ashraf, with the music label of Hum TV.
Song Details:
Song: Noori
Movie: Superstar
Singer: Sunidhi Chauhan, Jabar Abbas
Music: Azaan Sami Khan
Noori Lyrics
Yeh adaayein nazaan
Hai zamaana hairaan
Koi deewaana hai
Koi jaan se gaya
Shaahrena aankhein
Shayarana baatein
Naa mere jaisa hai koi
Naa koi huaa
Ae, khwaabon ki mallika
Apna naam toh bataa?
Arey naam mein kya rakha hai!
Haaye Noori, Haaye Noori!
Tu bachke dil laga
Na teri na meri
Hai saali bewafa (x2)
Chaar saansein jeene ko mili hain
Jaaye na bekaar mein
Jee lo inhe pyaar mein
Ishq woh aag lagayein (oye hoye)
Dillagi na bujh paaye (accha)
Jo bujhaye woh jal jayein
Ishq de jalaa… (haaye)
Raat bhar neend na aaye
Jaagte khwaab dikhaye
Chain bhi paas na aaye
Kya hai yeh nassha
Haaye Noori, Haaye Noori
Tu bachke dil laga
Na teri na meri
Hai saali bewafa (x5)
Written by:
Shakeel Sohail
Music Video Of: Noori