Mana Janab Ne Pukara Nahi Lyrics – Kishore Kumar

Presenting Mana Janab Ne Pukara Nahi Song Lyrics from the Bollywood film Paying Guest,
Sung by the Kishore Kumar Penned By Majrooh Sultanpuri. Music composed by Sachin Dev Burman. The film starring Dev Anand, Nutan, with the music label of Saregama.


Mana Janab Ne Pukara Nahi Lyrics – Kishore Kumar (1)Song Details:
Song: Mana Janab Ne Pukara Nahi
Movie: Paying Guest
Singer: Kishore Kumar
Music: Sachin Dev Burman


Mana Janab Ne Pukara Nahi Lyrics

Maana janaab ne pukaara nahi
Kya mera saath bhi gawaara nahi
Mufte mai banke chal diye tan
Ke wallah jawaab tumhaara nahi
Maana janaab ne pukaara nahi
Kya mera saath bhi gawaara nahi
Mufte mai banke chal diye tan ke
Wallah jawaab tumhaara nahi
Maana janaab ne pukaara nahi

Yaaro kaa chalan hao ghulaami
Dete hain hasino ko salaami
Yaaro kaa chalan hao ghulaami
Dete hain hasino ko salaami
Gussa naa kijiye jaane bhi dijiye
Bandagi toh bandagi toh lijiye saahab
Maana janaab ne pukaara nahi
Kya mera saath bhi gawaara nahi
Mufte mai banke chal diye tan ke
Wallah jawaab tumhaara nahi
Maana janaab ne pukaara nahi

Tuta phuta dil yeh hamaara
Jaisa bhi hai abb hai tumhaara
Tuta phuta dil yeh hamaara
Jaisa bhi hai abb hai tumhaara
Idhar dekhiye najar phenkiye
Dil lagi naa dil lagi naa kijiye saahab
Maana janaab ne pukaara nahi
Kya mera saath bhi gawaara nahi
Mufte mai banke chal diye tan ke
Wallah jawaab tumhaara nahi
Maana janaab ne pukaara nahi

Maasha allah kehna toh maana
Ban gaya bigda zamana
Maasha allah kehna toh maana
Ban gaya bigda zamana
Tumko hasa diya pyaar sikha diya
Tumko hasa diya pyaar sikha diya
Shukriya toh shukriya toh kijiye saahab
Maana janaab ne pukaara nahi
Kya mera saath bhi gawaara nahi
Mufte mai banke chal diye tan ke
Wallah jawaab tumhaara nahi
Hai wallah jawaab tumhaara nahi hai
Hai wallah jawaab tumhaara nahi hai.

Music Video Of: Mana Janab Ne Pukara Nahi