Kabhi Yaad Kar Ke Lyrics – Binapani Mukherjee

Presenting Kabhi Yaad Kar Ke Song Lyrics from the Bollywood film Safar,
Sung by the Binapani Mukherjee, Ramchandra Narhar Chitalkar Penned By Gopal Singh Nepali. Music composed of Ramchandra Narhar Chitalkar with the music label of Saregama.


Kabhi Yaad Kar Ke Lyrics – Binapani MukherjeeSong Details:
Song: Kabhi Yaad Kar Ke
Movie: Safar
Singer: Binapani Mukherjee,
Ramchandra Narhar Chitalkar
Music: Ramchandra Narhar Chitalkar


Kabhi Yaad Kar Ke Lyrics

Kabhi yaad kar
Ke gali par kar ke
Chali aana hamare angana
Chali aana hamare angana
Raja mere man ke
Teri rani ban ke
Chali aau tumhare angana
Chali aau tumhare angana

Nata laga ke ab
Munh na modna
Nata laga ke ab
Munh na modna
Chadti jawani mein
Wada na todna
Ab munh na modna
Rani ru dhu ke rani
Kabhi ru dhu ke
Chali aana hamare angana
Chali aana hamare angana
Kabhi yaad kar
Ke gali par kar ke
Chali aana hamare angana
Chali aana hamare angana

Teri hi khatir to
Nikli hu ghar se
Teri hi khatir to
Nikli hu ghar se
Ad dur na hona
Meri nazar se
Nikli hu ghar se
Apna ghar jaan
Ke ban than ke
Chali aau tumhare angana
Chali aau tumhare angana
Raja mere man ke
Teri rani ban ke
Chali aau tumhare angana
Chali aau tumhare angana

Andhiyari raat mein
Main hoon kinare
Andhiyari raat mein
Main hoon kinare
Ghar mera suna
Tumko pukare
Main hoon kinare
Ghadi gin gin ke
Zara ban than ke
Chali aana hamare angana
Chali aana hamare angana
Kabhi yaad kar
Ke gali par kar ke
Chali aana hamare angana
Chali aana hamare angana

Aaungi rashte mein
Der na karungi
Aaungi rashte mein
Der na karungi
Mala pahnaungi
Pihu bharungi
Der na karungi
Bad din than ke
Tumhe saiya maan ke
Chali aau tumhare angana
Chali aau tumhare angana
Raja mere man
Ke teri rani ban ke
Chali aau tumhare angana
Chali aau tumhare angana.

MUsic Video Of: Kabhi Yaad Kar Ke