Hua Ram Ka Janam Lyrics – Asha Bhosle
Presenting Hua Ram Ka Janam Song Lyrics from the Bollywood film Ram Janma,
Sung by the Asha Bhosle Penned By Saraswati Kumar Deepak. Music composed by Avinash Vyas. The film starring Trilok Kapoor, Nirupa Roy, Shobhna Samarth, with the music label of Saregama.
Song Details:
Song: Hua Ram Ka Janam
Movie: Ram Janma
Singer: Asha Bhosle
Music: Avinash Vyas
Hua Ram Ka Janam Lyrics
Hua ram ka janam badhai
Tribhuvan gata hai
Gagan kaliya barsata hai
Hua ram ka janam badhai
Tribhuvan gata hai
Gagan kaliya barsata hai
Dawre gunj rahi sehnayi
Ghar aangan mein shobha chhayi
Aayi ghadi suhani aayi
Koi gunj raha har har ki
Koi sajata hai
Gagan kaliya barsata hai
Hua ram ka janam badhai
Tribhuvan gata hai
Gagan kaliya barsata hai
Maiya jhula rahi hai jhulna
Ghar aaye chanda se lalna
Phulo se bhi sundar palna
Danvir balbir thal bhar tal lutata hai
Gagan kaliya barsata hai
Hua ram ka janam badhai
Tribhuvan gata hai
Gagan kaliya barsata hai
Sakhiya aangan ko kurati
Pure ghar mein dip jalate
Phir mil mangal git gati
Phir mil mangal git gati
Raghukul mein kuldeepak
Haye man lehrata hai
Gagan kaliya barsata hai
Hua ram ka janam badhai
Tribhuvan gata hai
Gagan kaliya barsata hai.
Music Video Of: Hua Ram Ka Janam