Hawa Hawa Lyrics – Ali Haider

Presenting Hawa Hawa Lyrics, Sung by the Ali Haider with the music label of Tarang.


Hawa Hawa Lyrics – Ali HaiderSong Details:
Song: Hawa Hawa
Singer: Ali Haider


Hawa Hawa Lyrics

Hawa Hawa Aye Hawa Khushboo Loota De
Kahan Khuleen Haan Khuleen Zulf Bata De
Ab Uska Pata De Zara Mujhko Bata De
Main Uss Se Milunga Ik Baar Mila De
Yaar Mila De Dildaar Mila De
Hawa Hawa Aye Hawa Khushboo Loota De
Kahan Khuleen Haan Khuleen Zulf Bata De
Ab Uska Pata De Zara Mujhko Bata De
Main Uss Se Milunga Ik Baar Mila De
Yaar Mila De Dildaar Mila De
Yaar Mila De Dildaar Mila De

Phir Kisi Ke Chehrey Ka Rang Khil Gaya
Bichra Hua Aaj Koi Uss Ko Mil Gaya
Phir Kisi Ke Chehre Ka Rang Khil Gaya
Bichra Hua Aaj Koi Uss Ko Mil Gaya
Kaise Mil Gaya Kahan Mil Gaya
Humney Tou Dhoond Liya Sara Zamana
Hawa Hawa Aye Hawa Khushboo Loota De
Kahan Khuleen Haan Khuleen Zulf Bata De
Ab Uska Pata De Zara Mujhko Bata De
Main Uss Se Milunga Ik Baar Mila De
Yaar Mila De Dildaar Mila De
Yaar Mila De Dildaar Mila De

Ye Adaa Bhi Uski Kya Kaam Kar Gayi
Jaatey Jaatey Ik Haseen Shaam Kar Gayi
Ye Adaa Bhi Uski Kya Kaam Kar Gayi
Jaatey Jaatey Ik Haseen Shaam Kar Gayi
Shaam Kar Gayi Mere Naam Kar Gayi
Aise Haseen Chehrey Ko Ab Na Bhulana
Hawa Hawa Aye Hawa Khushboo Loota De
Kahan Khuleen Haan Khuleen Zulf Bata De
Ab Uska Pata De Zara Mujhko Bata De
Main Uss Se Milunga Ik Baar Mila De
Yaar Mila De Dildaar Mila De
Yaar Mila De Dildaar Mila De
Zindagi Kid Hoop Ko Saya Kar Gayi
Aaj Mere Paas Se Woh Guzar Gayi
Zindagi Kid Hoop Ko Saya Kar Gayi
Aaj Mere Paas Se Woh Guzar Gayi
Usney Jo Kaha Tumney Bhi Sunaa
Ye Baat Aur Kisi Ko Na Batana
Hawa Hawa Aye Hawa Khushboo Loota De
Kahan Khuleen Haan Khuleen Zulf Bata De
Ab Uska Pata De Zara Mujhko Bata De
Main Uss Se Milunga Ik Baar Mila De
Yaar Mila De Dildaar Mila De

Hawa Hawa Aye Hawa Khushboo Loota De
Kahan Khuleen Haan Khuleen Zulf Bata De
Ab Uska Pata De Zara Mujhko Bata De
Main Uss Se Milunga Ik Baar Mila De
Yaar Mila De Dildaar Mila De
Yaar Mila De Dildaar Mila De.

Music Video Of: Hawa Hawa