Chhod Babul Ka Ghar Lyrics – Shamshad Begum

Presenting Chhod Babul Ka Ghar Song Lyrics from the Bollywood film Babul,
Sung by the Shamshad Begum Penned By Shakeel Badayuni. Music composed by Naushad Ali. The film starring Dilip Kumar, Munawar Sultana, Nargis, with the music label of Saregama.


_ Chhod Babul Ka Ghar Lyrics – Shamshad BegumSong Details:
Song: Chhod Babul Ka Ghar
Movie: Babul
Singer: Shamshad Begum
Music: Naushad Ali


Chhod Babul Ka Ghar Lyrics

Chhod babul kaa ghar,
Mohe pi ke nagar
Aaj jana pada, o aaj jana pada
Chhod babul kaa ghar,
Mohe pi ke nagar
Aaj jana pada

Sang sakhiyo ke
Bachapan bitati thi main,
Ha bitati thi main
Byah gudiyo kaa hans
Hans rachati thi main,
Ha rachati thi main
Sab se munh mod kar,
Kya batau kidhar
Dil lagana pada,
O aaj jana pada
Chhod babul kaa ghar,
Mohe pi ke nagar
Aaj jana pada

Yad maike ki dil se bhulaye chali,
Ha bhulaye chali
Preet sajan ki man mein basaye chali,
Ha basaye chali
Yad kar ke yeh ghar,
Royi aankhe magar
Muskurana pada o aaj jana pada
Chhod babul kaa ghar,
Mohe pi ke nagar
Aaj jana pada

Pehan ulfatka gehna dulhan
Mein bani ha dulhan mein bani
Dulha aaya piyaka sakhi
Mein chali ha sakhi mein chali
Ye tha jutha nagar isliye
Chodkar mohe jana pada
O aaj jana pada
Chhod babul kaa ghar,
Mohe pi ke nagar
Aaj jana pada
Chhod babul kaa ghar,
Mohe pi ke nagar
Aaj jana pada.

Music Video Of: Chhod Babul Ka Ghar Lyrics