The Jawaani Song Lyrics – Student Of The Year 2
Presenting The Jawaani Song Song Lyrics from the Bollywood film Student Of The Year 2,
Sung by the Neha Kakkar Penned By Anand Bakshi, Anvita Dutt. Music composed by RD Burman, Vishal-Shekhar.
The film starring Tiger Shroff, Tara Sutaria, Ananya Panday, with the music label of Zee Music Company.
Song Details:
Song: The Jawaani Song
Movie: Student Of The Year 2
Singer: Arijit Singh
Music: RD Burman, Vishal-Shekhar
The Jawaani Song Lyrics
We all gettin’ crazy
Ajj ki raat ki raat thodi amazing
Turn up the lights and the sound
Get aloud shout it out
Cause we all gettin’ crazy
Mauka hai, mausam hai
Mehfil mein jawaniyan
Deewani dhadkan ki dhak dhak si kahaniya
Yeh raat hai do pal ki
Isey haathon se tu na jaane de
(tu na jaane de)
It’s a real deal party with Kishore & RD sir
C’mon everybody say gilli gilli akhaa
Yeh jawaani hai deewani
Haah meri raani, ruk jaao raani
Dekh zara peeche mud ke
Chali kahaan aise ud ke, hey hey
Gilli gilli akhaa
Gilli gilli akhaa
Gilli gilli akhaa bili bili bili bili
We all gettin’ crazy
Ajj ki raat ki raat thodi amazin’
Turn up the lights and the sound
Get aloud shout it out
Cause we all gettin’ crazy
(Gilli gilli akhaa)
Baatein mulaqaatein karne ki shaam hai
Aise mein hai roothna deewano ka kaam hai
Hai dekho dekho tauba tauba
Aate yunhi jaate mujhe chhede shaam se
Kare tu yeh shararatein
Tera yehi to kaam hai
Yeh jawaani…
We all gettin’ crazy
Hai Deewani
We all gettin’ crazy
Yeh jawaani hai deewani
Haah meri raani, ruk jaao raani
Dekh zara peeche mud ke
Chali kahaan aise ud ke, hey hey
Gilli gilli akhaa
Gilli gilli akhaa
Gilli gilli akhaa bili bili bili…
Yeh jawaani hai deewani
Haah Haah meri raani, ruk jaao raani
Dekh zara peeche mud ke
Chali kahaan aise ud ke, hey hey!
hey hey! hey hey! hey hey
Written by:
Anand Bakshi and Anvita Dutt
Music Video Of: The Jawaani Song