Pal Pal Dil Ke Paas Lyrics – Wajah Tum Ho

Presenting Pal Pal Dil Ke Paas Song Lyrics from the Bollywood film Wajah Tum Ho,
Sung by the Armaan Malik Penned By Rajendra Krishna. Music composed by Abhijit Vaghani, Kalyanji-Anandji.


Pal Pal Dil Ke Paas Lyrics – Wajah Tum HoSong Details:
Song: Pal Pal Dil Ke Paas
Movie: Wajah Tum Ho
Singer: Armaan Malik
Music: Abhijit Vaghani, Kalyanji-Anandji


Pal Pal Dil Ke Paas Lyrics

Pal pal dil ke paas tum rehti ho
Pal pal dil ke paas tum rehti ho
Jeevan meethi pyaas yeh kehti ho
Pal pal dil ke paas.. tum rehti ho

Har shaam aankhon par
Tera aanchal lehraye
Har raat yaadon ki baaraat le aaye

Main saans leta hoon
Teri khushboo aati hai
Ek mehka mehka sa
Paigham laati hai
Mere dil ki dhadkan bhi
Tere geet gaati hai
Pal pal dil ke paas

Kal tujhko dekha tha
Maine apne aangan mein
Jaise keh rahe the tum
Mujhe baandh lo bandhan mein

Yeh kaisa rishta hai
Yeh kaise sapne hain
Begaane hokar bhi
Kyun lagte apne hain
Main soch mein rehti hoon
Dar dar ke kehti hoon

Pal pal dil ke paas
Tum rehti ho (rehte ho)
Pal pal dil ke paas tum rehti ho (rehte ho)

Written by:
Rajendra Krishna

Music Video Of: Pal Pal Dil Ke Paas