Kyon Ki Itna Pyar Lyrics – Alka Yagnik, Udit Narayan

Presenting Kyon Ki Itna Pyar Lyrics from the Bollywood film Kyon Ki…Sung by the Alka Yagnik, Udit Narayan Penned By Sameer. Music composed by Himesh Reshammiya. The film starring Salman Khan, Kareena Kapoor, Rimi Sen, Jackie Shroff, Sunil Shetty, Om Puri, with the music label of T-Series.

Kyon Ki Itna Pyar Lyrics – Alka Yagnik, Udit NarayanKyon Ki Itna Pyar Lyrics – Alka Yagnik, Udit NarayanSong Details:
Song: Kyon Ki Itna Pyar
Movie: Kyon Ki…
Singer: Alka Yagnik, Udit Narayan
Music: Himesh Reshammiya


Kyon Ki Itna Pyar Lyrics

Kyon Ki Itna Pyar
Tumko Karte Hain Ham
Kya Jaan Loge Hamari Sanam
Kyon Ki Itna Pyar
Tumko Karte Hain Ham
Kyon Ki Itna Pyar
Tumko Karte Hain Ham
Kya Jaan Loge Hamari Sanam
Kyon Ki Itna Pyar
Tumko Karte Hain Ham
Kya Jaan Loge Hamari Sanam
Kyon Ki Itna Pyar
Tumko Karte Hain Ham
Hamare Dil Ki Tum
Thodi Si Kadar Kar Lo
Ham Tumpe Marte Hain
Thodi Si Fikar Kar Lo
Fikar Kar Lo
Kyon Ki Itna Pyar
Tumko Karte Hain Ham
Kya Jaan Loge Hamari Sanam
Kyon Ki Itna Pyar
Tumko Karte Hain Ham

Tune O Jaana Deewana Kiya Hain
Deewana Kiya Is Kadar
Deewana Kiya Is Kadar
Chahat Mein Teri
Bhulaya Jahaan Ko
Na Dil Ko Kisiki Khabar
Na Dil Ko Kisiki Khabar
Rago Mein Mohabbat
Ka Ehsaas Jara Bhar Lo
Ham Tumpe Marte Hain
Thodi Si Fikar Kar Lo
Fikar Kar Lo
Kyon Ki Itna Pyar
Tumko Karte Hain Ham
Kya Jaan Loge Hamari Sanam
Kyon Ki Itna Pyar
Tumko Karte Hain Ham
Tumse Hain Saansein
Tumse Hain Dhadkan
Tumhise Hain Deewangi
Tumhise Hain Deewangi
Rab Ne Hame Di Hain
Tumhare Liye Zindagi
Tumhare Liye Zindagi
Wada Sang Jeene Ka
Tum Jaane Jigar Kar Lo
Ham Tumpe Marte Hain
Thodi Si Fikar Kar Lo
Fikar Kar Lo
Kyon Ki Itna Pyar
Tumko Karte Hain Ham
Kya Jaan Loge Hamari Sanam
Kyon Ki Itna Pyar
Tumko Karte Hain Ham.

Music Video Of: Kyon Ki Itna Pyar