Jawan Hai Mohabbat Lyrics – Noor Jehan
Presenting Jawan Hai Mohabbat Song Lyrics from the Bollywood film Anmol Ghadi,
Sung by the Noor Jehan Penned By Tanvir Naqvi. Music composed by Naushad Ali.
The film starring Surendra, Suraiya, Noor Jehan, Zahur Raja, Leela Mishra.
Song Details:
Song: Jawan Hai Mohabbat
Movie: Anmol Ghadi
Singer: Noor Jehan
Music: Naushad Ali
Jawan Hai Mohabbat Lyrics
Jawan hai mohabbat
Haseen hai zamana
Lutaaya hai dil ne
khushi Ka khazana
Jawan hai mohabbat
Haseen hai zamana
Lutaaya hai dil ne
khushi Ka khazana
Mohabbat kare khush
Rahen muskuraayen
Khush rahen muskuraayen
Mohabbat kare khush
Rahen muskuraayen
Khush rahen muskuraayen
Na soche hamen kya
Kahega zamana
kya Kahega zamana
Jawan hai mohabbat
Haseen hai zamana
Lutaaya hai dil ne
khushi Ka khazana
Abhi tak mujhe yaad
hai wo Kahaani
Yaad hai wo kahaani
Abhi tak mujhe yaad
hai wo Kahaani
Yaad hai wo kahaani
Na bhoolegaa bachpan ka
Rangeen zamana
Haan rangeen zamana
Jawan hai mohabbat
Haseen hai zamana
Lutaaya hai dil ne khushi
Ka khazana
Yahaan aankhon aankhon
Mein baaten huyi hain
Yahaan aankhon aankhon
Mein baaten huyi hain
Kisine na dekha
kisine na Jana
Haan kisine na Jana
Jawan hai mohabbat
Haseen hai zamana
Lutaaya hai dil ne
khushi Ka khazana
Tum aaye ke bachapan
Meraa laut aaya Laut aaya
Tum aaye ke bachapan
Meraa laut aaya Laut aaya
Milaa hai mujhe
zindagi ka Bahana
Zindagi ka Bahana
Jawan hai mohabbat
Haseen hai zamana
Lutaaya hai dil ne
khushi Ka khazana.
Music Video Of: Jawan Hai Mohabbat