Ganga Maiya Mein Jab Tak Lyrics – Lata Mangeshkar

Presenting Ganga Maiya Mein Jab Tak Lyrics from the Bollywood film Suhaag Raat,
Sung by the Lata Mangeshkar Penned By Indeevar. Music composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah. The film starring Rajshree, Jeetendra, Sulochana Latkar, with the music label of Saregama.


Ganga Maiya Mein Jab Tak Lyrics – Lata Mangeshkar (1)Song Details:
Song: Ganga Maiya Mein Jab Tak
Movie: Suhaag Raat
Singer: Lata Mangeshkar
Music: Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah


Ganga Maiya Mein Jab Tak Lyrics

Haiya O Ganga Maiya Haiya O Ganga Maiya
Haiya O Ganga Maiya Haiya O Ganga Maiya
Ganga Maiya Mein,
Haiya O Ganga Maiya Haiya O Ganga Maiya
Ganga Maiya Mein Jab Tak Ye Pani Rahe
Mere Sajana Teri Zindgani Rahe, Zindgani Rahe
Haiya O Ganga Maiya Haiya O Ganga Maiya
O Ganga Maiya Mein Jab Tak Ye Pani Rahe
Mere Sajana Teri Zindgani Rahe, Zindgani Rahe

Mere Jivan Ke O Re Khewaiya
Tere Hatho Mein Hai Meri Naiya
Duniya Kuchh Bhi Kahe, Bhale Kahti Rahe
Meri Puja Teri Hi Deewani Rahe, Deewani Rahe
Haiya O Ganga Maiya Haiya O Ganga Maiya
O Ganga Maiya Mein Jab Tak Ye Pani Rahe
Mere Sajana Teri Zindgani Rahe, Zindgani Rahe

Aag Agni Ke Phere Lgakar
Yaad Bite Dino Ki Jlakar
Aayi Mai Tere Dvar Liye Man Ka Sansar
Mere Hotho Pe Teri Khani Rahe, Khani Rahe
Haiya O Ganga Maiya Haiya O Ganga Maiya
O Ganga Maiya Mein Jab Tak Ye Pani Rahe
Mere Sajana Teri Zindgani Rahe, Zindgani Rahe

Chhupi Nari Ke Man Me Hai Sita
Jiska Jivan Angaro Pe Bita
Mere Jivan Ke Ram Tera Rathi Hai Naam
Mere Mathe Pe Teri Nishani Rahe, Nishani Rahe
Haiya O Ganga Maiya Haiya O Ganga Maiya
O Ganga Maiya Mein Jab Tak Ye Pani Rahe
Mere Sajana Teri Zindgani Rahe, Zindgani Rahe
Haiya O Ganga Maiya Haiya O Ganga Maiya
Haiya O Ganga Maiya Haiya O Ganga Maiya.

Music Video Of: Ganga Maiya Mein Jab Tak