Do Sitaron Ka Zameen Par Lyrics – Lata Mangeshkar
Presenting Do Sitaron Ka Zameen Par Song Lyrics from the Bollywood film Kohinoor,
Sung by the Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi Penned By Shakeel Badayuni. Music composed by Naushad Ali. The film starring Dilip Kumar, Meena Kumari, with the music label of Saregama.
Song Details:
Song: Do Sitaron Ka Zameen Par
Movie: Kohinoor
Singer: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Music: Naushad Ali
Do Sitaron Ka Zameen Par Lyrics
Do sitaro ka zameen par
Hai milan aaj ki rat
Do sitaro ka zameen par
Hai milan aaj ki rat
Muskurata hain ummido
Ka chaman aaj ki rat
Rang layi hain mere
Dil ki lagan aaj ki rat
Sari duniya najar aati
Hain dulhan aaj ki rat
Do sitaro ka zameen par
Hai milan aaj ki rat
Aaj ki rat
Husnwale teri duniya
Me koyi aaya hain
Tere didar ki hasarat
Bhi koyi laya hain
Tod de tod de parade
Ka chalan aaj ki rat
Muskurata hain ummido
Ka chaman aaj ki rat
Do sitaro ka zameen
Par hai milan aaj ki rat
Aaj ki rat
Jinase milane ki tamanna
Thi wahi aate hain
Chand tare meri raaho
Me bichhe jate hain
Chumata hain mere
Kadmo ko gagan aaj ki rat
Sari duniya najar aati
Hain dulhan aaj ki rat
Do sitaro ka zameen
Par hai milan aaj ki rat
Aaj ki rat.
Music Video Of: Do Sitaron Ka Zameen Par