Aankhon Mein Aaja Lyrics – Lata Mangeshkar

Presenting Aankhon Mein Aaja Song Lyrics from the Bollywood film Dulari,
Sung by the Lata Mangeshkar Penned By Shakeel Badayuni. Music composed by Naushad Ali. The film starring Suresh, Shyam Kumar, Madhubala, with the music label of Saregama.


Aankhon Mein Aaja Lyrics – Lata MangeshkarSong Details:
Song: Aankhon Mein Aaja
Movie: Dulari
Singer: Lata Mangeshkar
Music: Naushad Ali


Aankhon Mein Aaja Lyrics

Aankho mein aa ja dil mein sama ja
Meri kahani sun ja apni suna ja
Meri kahani sun ja apni suna ja
Aankho mein aa ja dil mein sama ja

Bigadi hai kismat
Jeevan hai phika jeevan hai phika
Aa tujhse kah doon dukh apne ji kaa
Aa tujhse kah doon dukh apne ji kaa
O dam bhar ko aa ke meri bigadi bana ja
Aankho mein aa ja dil mein sama ja
Meri kahani sun ja apni suna ja
Aankho mein aa ja dil mein sama ja

Iss dil ko duniya
Tadapa rahi hai tadapa rahi hai
Aise mein teri yaad aa rahi hai
Aise mein teri yaad aa rahi hai
O aa aur aa ke mujhe ghum sey chhuda ja
Aankho mein aa ja dil mein sama ja
Meri kahani sun ja apni suna ja
Aankho mein aa ja dil mein sama ja

Chhode naa duniya
Deewana kar ke deewana kar ke
Jeeena bhi koi jeeena hai mar ke
Jeeena bhi koi jeeena hai mar ke
O hay main kaise jiyu yeh toh bata ja
Aankho me aa ja dil me sama ja
Meri kahani sun ja apni suna ja
Aankho mein aa ja dil mein sama ja.

Music Video Of: Aankhon Mein Aaja