Aah Ko Chahiye Ek Umar Lyrics – Suraiya

Presenting Aah Ko Chahiye Ek Umar Song Lyrics from the Bollywood film Mirza Ghalib,
Sung by the Suraiya Jamaal Sheikh Penned By Mirza Ghalib. Music composed by Ghulam Mohammad. The film starring Bharat Bhushan, Suraiya, Nigar Sultana, Durga Khote, Murad, Mukri, Ulhas, Kumkum, Iftekhar, with the music label of Saregama.


Aah Ko Chahiye Ek Umar Lyrics – Suraiya (1)Song Details:
Song: Aah Ko Chahiye Ek Umar
Movie: Mirza Ghalib
Singer: Suraiya Jamaal Sheikh
Music: Ghulam Mohammad


Aah Ko Chahiye Ek Umar Lyrics

Aah ko chahiye ek
Umar asar hone tak
Aah ko chahiye ek
Umar asar hone tak
Kaun jita hai tere
Zulf ke sar hone tak

Aashiqi sabr talab
Aur tamana betaab
Aashiqi sabr talab
Aur tamana betaab
Dil kaa kya rang karun
Khun e jigar hone tak

Ham ne mana ke
Tagakul na karoge lekin
Ham ne mana ke
Tagakul na karoge lekin
Khaak ho jaayege ham
Tum ko khabar hone tak
Khaak ho jaayege ham
Tum ko khabar hone tak
Tum ko khabar hone tak
Tum ko khabar hone tak

Gam e hasti ka asad
Kisase ho kuz marg e ilaaj
Gam e hasti ka asad
Kisase ho kuz marg e ilaaj
Shamaa har rang me
jalati hai sahar hone tak
Shamaa har rang me
Jalati hai sahar hone tak

Aah ko chahiye ek
Umar asar hone tak
Umar asar hone tak
Umar asar hone tak.

Music Video Of: Aah Ko Chahiye Ek Umar