Bansuriya Ab Yeh Pukare Lyrics – Asha Bhosle, Kumar Sanu
Presenting Bansuriya Ab Yeh Pukare Lyrics from the Bollywood film Balmaa, Sung by the Asha Bhosle, Kumar Sanu Penned By Sameer. Music composed by Nadeem Saifi, Shravan Rathod. The film starring Avinash Wadhavan, Ayesha Jhulka, with the music label of Venus.
Song Details:
Song: Bansuriya Ab Yeh Pukare
Movie: Balmaa
Singer: Asha Bhosle, Kumar Sanu
Music: Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Bansuriya Ab Yeh Pukare Lyrics
Balma Balma Balma
Balma Balma Balma
Balma Balma Balma
Balma Balma Balma
Bansuriya Abb Yeh Hi Pukare
Aa Balma Nadiya Ke Kinare
Bansuriya Abb Yeh Hi Pukare
Aa Balma Nadiya Ke Kinare
Teri Aankho Se Nindiya Churaunga
Tere Hontho Se Laali Udaunga
Bansuriya Abb Yeh Hi Pukare
Aa Balma Nadiya Ke Kinare
Tujhe Sanso Me Apni Basaungi
Tujhe Apni Nazar Mein Chhupaungi
Bansuriya Abb Yeh Hi Pukare
Aa Balma Nadiya Ke Kinare
Aankhe Bichhaye Baithi Thi
Dilbar Ki Chah Mein
Kab Se Khadi Thi Main
Yaha Chahat Ki Rah Mein
Tune Jo Di Saja Toh Main
Tere Pas Aa Gaya
Dooniya Bhulake Main
Sanam Tujhme Sama Gaya
Diwani Ho Gayi Thi Main Tere Pyar Mein
Bechain Ho Rahi Thi Main Tere Intzaar Mein
Tere Intzaar Mein Tere Intzaar Mein
Bansuriya Abb Yeh Hi Pukare
Aa Balma Nadiya Ke Kinare
Balma Balma Balma
Balma Balma Balma
Aa Ja Karib Aa Mere Tujhko Karar Du
Baho Me Teri Pyar Ke Lamhe Gujar Du
Hai Aarju Yahi Meri Tere Samane Rahu
Kehani Hai Jitni Bat Main Tujhse Woh Sab Kahu
Mere Sath Hai Too Sathiya Har Ik Hal Mein
Khoya Rahu Hamesha Main Tere Khayal Mein
Tere Khayal Me Tere Khayal Mein
Bansuriya Abb Yeh Hi Pukare
A Balma Nadiya Ke Kinare
Teri Aankho Se Nindiya Churaunga
Tere Hontho Se Laali Udaunga
Tujhe Sanso Me Apni Basaungi
Tujhe Apni Nazar Mein Chhupaungi
Bansuriya Abb Yeh Hi Pukare
Aa Balma Nadiya Ke Kinare
Bansuriya Abb Yeh Hi Pukare
Aa Balma Nadiya Ke Kinare
Bansuriya Abb Yeh Hi Pukare
Aa Balma Nadiya Ke Kinare
Bansuriya Abb Yeh Hi Pukare
Aa Balma Nadiya Ke Kinare.
Music Video Of: Bansuriya Ab Yeh Pukare