Ab Raat Guzarne Wali Hai Lyrics – Lata Mangeshkar

Presenting Ab Raat Guzarne Wali Hai Lyrics from the Bollywood film Awaara, Sung by the Lata Mangeshkar Penned By Hasrat Jaipuri. Music composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. The film starring Prithviraj Kapoor, Nargis, Raj Kapoor, Leela Chitnis, K.N.Singh, Shashi Kapoor, with the music label of Saregama.


Ab Raat Guzarne Wali Hai Lyrics – Lata MangeshkarSong Details:
Song: Ab Raat Guzarne Wali Hai
Movie: Awaara
Singer: Lata Mangeshkar,
Mukesh Chand Mathur
Music: Jaikishan Dayabhai Panchal,
Shankar Singh Raghuvanshi


Ab Raat Guzarne Wali Hai Lyrics

Aajao tadapte hain armaan
Aajao tadapte hain armaan
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai
Maein roun yahan
Tum chup ho wahan
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai

O chand ki rangat udhane lagi
O taaron ke dil ab doob gaye
Hai dard bhara bechain sama
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai
Iss chand ki doli mein aaye nazar
Yeh raat ki dulhan chal di kidhar
Aawaz do tum ho kahan
Ab raat guzarne wali hai

Ghabra ke nazar bhi haar gayi
Ghabra ke nazar bhi haar gayi
Taqdeer ko bhi neend
Aane lagi aane lagi
Tum aate nahin mein jaaun kahan
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai.

Music Video Of: Ab Raat Guzarne Wali Hai