Aakhir Woh Din Aaya Aaj Lyrics – Pankaj Mullick

Presenting Aakhir Woh Din Aaya Aaj Song Lyrics from the Bollywood film Dharti Mata,
Sung by the Pankaj Mullick Penned By Kumaar. Music composed by Pankaj Mullick.
The film starring K.L. Saigal, Krishna Chandra Dey, Umasashi, Pankaj Mullick, Shyam Laha, Kamaleshkumari, Nemo, Nawab, Prithviraj Kapoor, Jagdish Sethi.


Aakhir Woh Din Aaya Aaj Lyrics – Pankaj MullickSong Details:
Song: Aakhir Woh Din Aaya Aaj
Movie: Dharti Mata
Singer: Pankaj Mullick
Music: Pankaj Mullick


Aakhir Woh Din Aaya Aaj Lyrics

Aakhir woh din aaya aaj
Aakhir woh din aaya aaj
Jis din ka rasta takta thha
Jiska thha mohtaaj aakhir
Jis din ka rasta takta thha
Jiska thha mohtaaj
Aakhir woh din aaya aaj
Aakhir woh din aaya aaj

Aaj mere ghar aasha aayi
Aaj hui meri sunwaai
Aaj mere ghar aasha aayi
Aaj hui meri sunwaai
Aaj mera haath aa kar pakda
Aaj mera haath aa kar pakda
Aap ghareeb nawaaz
Aakhir woh din aaya aaj
Aakhir woh din aaya aaj
Jis din ka rasta takta thha
Jiska thha mohtaaj
Aakhir woh din aaya aaj
Aakhir woh din aaya aaj

Jinke man mein nek iraade
Unki mushqil door hata de haan
Jinke man mein nek iraade
Unki mushqil door hata de
Tere ghar mein kya mushqil hai
Tere ghar mein kya mushqil hai
Sun o raajadhiraaj
Tere ghar mein kya mushqil hai
Sun o raajadhiraaj
Aakhir woh din aaya aaj
Aakhir woh din aaya aaj.

Music Video Of: Aakhir Woh Din Aaya Aaj